Muskurana Seekh
— Sameer Momin
Jo aaj ro raha hai, wahi kal muskurata hai, Kyunki zindagi haarte logon ko moka nahi deti. Apne hisse ki koshish kar, natija mile ya na mile, Koshish karne waale kabhi haath khali nahi laute.
Published 13 September 2026