Apni Raah
Ab kisi ke peeche chalna nahi, Apni raah khud banani hai, Jo saath chalna chahe chale, Warna tanha hi sahi, manzil toh paani hai.
Munna Momin
Motivation
The Collection
Every piece is published by hand. Search across titles, lines, authors, categories and tags — or start from the index and browse slowly.
5 pieces in motivation
Ab kisi ke peeche chalna nahi, Apni raah khud banani hai, Jo saath chalna chahe chale, Warna tanha hi sahi, manzil toh paani hai.
Munna Momin
Motivation
Sabr rakho, Har cheez ka waqt hota hai, Jo aaj tumse door hai, Kal wahi tumhari qadr samajh sakta hai.
Munna Momin
Motivation
Jahan dil ki qadr na ho, Wahan rukne ki wajah kya hai, Khamoshi se rukhsat ho jao, Kyunki har jagah apna hona zaroori nahi.
Munna Momin
Motivation
Manzil kahin door nahi, bas raasta lamba hai, Mehnat ki koi chhutti nahi, bas aaram ki ghadi hai. Jo ruk gaya woh haarta hai, Jo chalta rehta hai, woh jeet jaata hai.
Sameer Momin
Motivation
Girna bura nahi, gir kar uth na paana bura hai, Manzil se zyada zaroori hai chalne ka junoon hai. Andhera kitna bhi gehra ho, Ek chhoti si koshish se subah zaroor aati hai.
Sameer Momin
Motivation