Aadatein
— Sameer Momin
Sabse mushkil cheez yaadein nahi, aadatein hain, Woh gali jo har roz teri taraf jaati hai. Haath utha kar salaam karke laut aata hoon, Kyunki ab us raaste se koi milta nahi.
Published 15 September 2026

Keep Reading
Matched by category, shared tags and author — never at random.
Maine aakhri khat bhi tujhe likha tha, Bas post karne ki himmat nahi hui. Woh khat ab bhi mez ki drawer mein hai, Jaise koi purana waqt wahi tham gaya ho.
Sameer Momin
Sad
Tere baad muddat se koi shaam poori nahi hoti, Adhuri si reh jaati hai har baat, har dua, har raat. Main phir bhi teri gali se guzarta hoon roz, Kyunki yahin kabhi hum dono…
Sameer Momin
Sad
Koi accha lag jaye toh uske Haqdaar nhi ban jaya karte
Munna Momin
Sad
Jo dil se utar jaaye, Usay phir nazron mein dhoondhna kaisa, Jo apna rehna nahi chahta, Usay apna kehna kaisa.
Munna Momin
Sad