Skip to content

The Collection

Explore Shayari

Every piece is published by hand. Search across titles, lines, authors, categories and tags — or start from the index and browse slowly.

7 pieces in sad

Sad0

Dil Se Utar Gaye

Jo dil se utar jaaye, Usay phir nazron mein dhoondhna kaisa, Jo apna rehna nahi chahta, Usay apna kehna kaisa.

diljudaidard

Munna Momin

Sad

Read More
Sad0

Dooriyan

Kuch logon se door hona zaroori tha, Dil ko sukoon dene ke liye, Har rishta nibhaya nahi jaata, Kuch rishton ko chhorna bhi padta hai.

dooriyandardsukoon

Munna Momin

Sad

Read More
Sad1

I finally accepted

Koi accha lag jaye toh uske Haqdaar nhi ban jaya karte

sad

Munna Momin

Sad

Read More
Sad0

🥹 Adhoora

Sab kuch hai mere paas, phir bhi kuch kami si lagti hai. Tum paas nahi hote jab, zindagi thodi adhuri si lagti hai.

lovemohabbatpyar

Munna Momin

Sad

Read More
Sad2,688

Aakhri Khat

Maine aakhri khat bhi tujhe likha tha, Bas post karne ki himmat nahi hui. Woh khat ab bhi mez ki drawer mein hai, Jaise koi purana waqt wahi tham gaya ho.

khatalvidayaad

Sameer Momin

Sad

Read More
Sad1,725

Aadatein

Sabse mushkil cheez yaadein nahi, aadatein hain, Woh gali jo har roz teri taraf jaati hai. Haath utha kar salaam karke laut aata hoon, Kyunki ab us raaste se koi milta nahi.

aadatwapsikhali

Sameer Momin

Sad

Read More
Sad2,431

Tere Baad

Tere baad muddat se koi shaam poori nahi hoti, Adhuri si reh jaati hai har baat, har dua, har raat. Main phir bhi teri gali se guzarta hoon roz, Kyunki yahin kabhi hum dono…

judaiyaaddard

Sameer Momin

Sad

Read More