Friend
— Munn
Kuch rishte lafzon ke mohtaaj nahi hote, bas ek khamoshi hi sab kuch keh jaati hai. Dost wahi hota hai jo bheed mein bhi, bina bulaye tumhare saath khada ho jaata hai.🥹✨
Published 24 September 2026
— Munn
Kuch rishte lafzon ke mohtaaj nahi hote, bas ek khamoshi hi sab kuch keh jaati hai. Dost wahi hota hai jo bheed mein bhi, bina bulaye tumhare saath khada ho jaata hai.🥹✨
Published 24 September 2026
Keep Reading
Matched by category, shared tags and author — never at random.
Dost woh nahi jo har baat par haan kahe, Dost woh hai jo sach kahe aur phir saath khade rahe. Waqt badalta hai, log badalte hain, Par asli yaari waqt ke saath aur gehri…
Sameer Momin
Friendship
Sach kehne wala dost kam hote hain, Phir bhi wohi zindagi bhar saath chalte hain. Ji bhar ke jhooth sun lo sabse, Par jo haqeeqat kahe, usi ko gale lagao.
Sameer Momin
Friendship
Zindagi mein hazaar log milenge, Kuch aayenge aur chale jayenge. Par kuch dost aise hote hain, Jo zindagi ka hissa nahi, Zindagi ban jaate hain. ❤️
Munna Momin
Friendship
Na daulat chahiye, na koi khaas mukaam chahiye, zindagi mein bas ek saccha yaar chahiye. Jo khushi mein hans sake, aur gham mein bina kahe samajh sake, aisa dost har kisi ko nahi milta,…
Munna Momin
Friendship