Friendship
Kuch log zindagi mein aise mil jaate hain, jo rishta koi naam diye bina hi khaas ban jaate hain. Unke saath guzra har lamha yaad ban jaata hai, aur unki dosti… zindagi bhar ka…
Munna Momin
Friendship
The Collection
Every piece is published by hand. Search across titles, lines, authors, categories and tags — or start from the index and browse slowly.
15 pieces in friendship
Kuch log zindagi mein aise mil jaate hain, jo rishta koi naam diye bina hi khaas ban jaate hain. Unke saath guzra har lamha yaad ban jaata hai, aur unki dosti… zindagi bhar ka…
Munna Momin
Friendship
Na daulat chahiye, na koi khaas mukaam chahiye, zindagi mein bas ek saccha yaar chahiye. Jo khushi mein hans sake, aur gham mein bina kahe samajh sake, aisa dost har kisi ko nahi milta,…
Munna Momin
Friendship
Kuch rishte lafzon ke mohtaaj nahi hote, bas ek khamoshi hi sab kuch keh jaati hai. Dost wahi hota hai jo bheed mein bhi, bina bulaye tumhare saath khada ho jaata hai.🥹✨
Munn
Friendship
Dosti woh nahi jo har pal saath rahe, Dosti woh hai jo door rehkar bhi dil ke paas rahe. Waqt badle, log badle, zamana badal jaaye, par ek saccha dost kabhi apna andaaz nahi…
Munna Momin
Friendship
Kuch dost zindagi mein bas milte nahi, zindagi ko khoobsurat bana dete hain… Muskan, tu unhi doston mein se ek hai, jinke hone se har din thoda behtar lagta hai. ❤️”
Munna Momin
Friendship
Na matlab ki dosti, na waqt ke saath badalne wali, yeh dosti hai Muskan, jo har haal mein saath nibhane wali. Kuch rishte khoon se nahi, dil se ban jaate hain, aur tu unhi…
Munna Momin
Friendship
Dost kam hain, par lajawab hain, Jo saath hain wahi mere khaas hain. Duniya chahe jitni bhi badal jaye, Mere yaar mere liye aaj bhi wahi nawab hain. 👑
Munna Momin
Friendship
Dost woh nahi jo tasveer mein saath dikhe, Dost woh hai jo takleef mein saath khada dikhe. ❤️
Munna Momin
Friendship
Dosti mein na koi matlab hota hai, Na koi hisaab hota hai. Bas ek dost hota hai, Jiske saamne dil kholne ke baad Kuch chhupane ka sawaal nahi hota.
Munna Momin
Friendship
Zindagi mein hazaar log milenge, Kuch aayenge aur chale jayenge. Par kuch dost aise hote hain, Jo zindagi ka hissa nahi, Zindagi ban jaate hain. ❤️
Munna Momin
Friendship
Na paisa chahiye, na koi daulat chahiye, Bas zindagi mein tere jaisa yaar chahiye. Khushi mein toh sab saath dete hain, Mushkil waqt mein jo khada rahe, Bas wahi dost chahiye. 🤝
Munna Momin
Friendship
Kuch rishte khoon ke nahi hote, Phir bhi jaan se zyada kareeb hote hain. Duniya mein dost toh bahut milte hain, Lekin tere jaisa dost naseeb se milta hai. ❤️
Munna Momin
Friendship